Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Proverbs

हिंदी कहावतें Hindi Kahawatein - Proverbs

हिंदी कहावतें (Proverbs) Here are some Famous Hindi Kahavatein called as Proverbs in English. हाथी के दाँत खाने के और, दिखाने के और Haathee ke daant khaaney ke aur, dikhaaney ke aur. हर्रा लगे न फिटकरी रंग आए चोखा | Harra lagey na fitkaree rang aaye chokhaa. हाथी निकल गया दुम रह गई| Haathee nikal gaya dum rah gai. हिजड़े के घर बेटा होना Hijadey ke ghar betaa hona. हराम की कमाई हराम में गँवाई | Haraam kee kamai haraam mein ganwaai. ऊपर से अच्छा भीतर से बुरा। Upar se achha bheetar sey bura. हर मर्ज की दवा होती है| Har marj kee dawa hotee hai. बिना कुछ खर्च किए काम बनाना। Binaa kuchh kharch kiye kaambanaana. हाथ सुमरनी पेट कतरनी Haath sumarnee peyt kataranee. भीतर और बाहर में अंतर होना। Bheetar aur baahar mein antar hona. थोड़े से के लिए काम अटकना। Thodey se ke liye kaam ataknaa. होनहार बिरवान के होत चीकने पात| Honhaar birwaan ke hot cheekney paata. अच्छे गुण आरम्भ में ही दिखाई देने लगते हैं। Acchey gun aarambh mein hee dikhai deney lagtey hain...